Ki teri Baat ki qadardani,. Rukhsat ho ker mein fani dunya sey, Sub kharafat choor aya hun. Ek asasa thay yey mera Dil kay jazbaat choor aya hun.
Mujhe aake chupa lo tum apni baahon mein, Bin tere mar na jaun kahin, Mera sawal na taalo, bahot udas hun mein. Tanha sa ho gaya hu mein sab kuch hote hue…….. Din to kattein rahe mere gamon ke samaaon mein…… raatein kaati hai meine ashko ki baharo mein….. Ae mere khuda kya taqdeer banayi hai tune meri……. Ye haar jeet toe hain jeevan ke do pehlu Par aaj haara hoon pehli baar aur khud ko samajhaana hai, zara der lagegi. Rishtay jo pyar ke thay sabhi choot-tay gaye… Bandhan bhi saaray zabt ke phir toot-tay gaye….
Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs,. Mohabbaton nay kisi ki bhula rakha tha issey, Milley woh zakhm k phir yaad aa gaya aik shakhs,. Tumhara naam likh likh kar mittana bhool jata houn,,, Tumhain jab yaad karta hun bhulana bhoool jata houn,. Bahot si aisi batain hain jo mery dil main rehti hain ,,,,,,,, Magar jub tum se milta houn sunnana bhool jata houn,,,,,,,.
Tumharey baad ab har pal bari mushkil se katta hy,,,, Main aksar tum ko batana bhool jata houn,,,,. Main harr sham kehta houn k tum ko bhool jaoun ga,, Magar jab subah hoti hy to bhullana bhool jata houn,,,,,,,,,. Usay kehna, Agr milna nahi aasan, To Likh bhejay, wo kaisa hay? Bahut din se ye dil be-chain rehta hy, …Tabiat bhi machalti hy, Kabhi thokar jo lagti hay to maira zehn na-janay kiyun, Ausi ki simt jata hy, k aus ko bhi koi pathar, koi kanta laga na ho, Khudaya wo salamat ho, Usay kehna, Agr milna nahi aasan, To likh bhaijay wo kaisa hay.
Wo kya jaane ki rote-rote muskurana kya hota hai, Laakhon gam hote hain dil main phir bhi chehra muskura raha hota hai.. Is hansi pe na jaana e dost ye to dil main bhre gamo ka nasha hota hai, jo chehre se jhlakta hai aur aankhon se aanshu ban ker chhlak raha hota hai.
Agar mein bata don mein kia chahti hon Wafaon k badlay jafa to na do gay Aur mujh hi say daman chura to na lo gay.
Waqt hume bhula chuka hai, Mukaddar bhi na bhula de. Hum pyaar isliye nahi karte, Ki kahin hume phir se koi na rula de. Aankhon mein aansu aa jaate hain, Phir bhi labo pe hansi rakhni padti hai. Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron, Jisse karte hai usi se chupani parti hai. Na janay q nahi laga mujay dar is zamanay say Suna hai pyar karnay walo ki aesi hi fitrat hay. Meray mehboob agar koi laga day mujh ko sooli bhi Meri mayyat bhi bolay gi mujhay tum say mohabbat hay.
Shaad raha tha vo uski yadoon mein sadaa is kadar…. Subah ke ujjalo mein andhere talash karta tha…. Kuch ajeeb, zindagi se juda juda si thi saksheeyat uski…. Bhari bazm mein tanhaai talash karta tha.
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao. Jis mor pay hum ko chor gaye hum baithay ab tak soch rahay Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao. Har lamha teri furqat mein hum tarsay rahay Meri manoo tum is dil ko kuch pal behlanay aa jao. Zindagi Par Kitab Likhungi. Us me sare hisab likhungi.
Or main us se judaie ka sabab apni kismat kharab likhungi. Janun ko zabt sikha loon to phir chaley jana mein apna aap sanbhaa loon to phir chaley jana. Hai isi mein pyar ki aabroo Woh jafa kare main wafa karoon Jo wafa bhi kaam na aa sake To wohi kahen ke main kya karoon. Mujhe gham bhi unka azeez hai Ke unhi ki di hui cheez Yehi gham hai ab meri zindagi Ise kaise dil se juda karoon.
Jo na ban sake main woh baat hoon Jo na khatm ho main woh raat hoon. Yeh likha hai mere naseeb mein Yoon hi shamma banke jala karoon. Na kisiki dil ki hoon aarzoo Na kisi nazar ki hoon justujoo. Main woh phool hoon jo udaas ho Na bahaar aaye to kya karoon. Koi tumse puche kon hoon main Tum keh dena koi khaas nahi Ek dost hai kacha paka sa Ek jhoot hai aadha sacha sa Ek khuwab adhoora poora sa Ek phooL hai rookha sookha sa Ek sapna hai bin socha sa Ek apna hai an dekha sa Ek rishta hai an jana sa Haqiqat men afsana sa Kuch pagaL sa deewana sa Bas ek bahana achha sa Jeevan ka aisa sathi hai Jo door ho k bhi paas nhi Koi Tumse puche kon hoon main?
Tum keh dena koi khaas Nahi. Kahin Ka Nai Rehta. Us ne kaha Ye Udasi Q Ha? Tum jin ko daikhti rehti ho Wo khwaab sirhaanay rakhta hun. Main tum say milnay julnay k kitnay he bhanay rakhta hun. Main aisi Muhabbat karta hun.
Tum kaisi Muhabbat karti ho. Kuch khwaab saja kar Aankh0n main Palko0n se M0ti chunta hun. Koi lams agar cho jaye to Main pehro0n tumko sochta hun. Main chashm-e-tasswor se aksar. Bus tumko daikhta rehta hun. Tm pass raho ya door raho Nazro0n me samaayi rehti ho. Main tumko takta rehta hun Main tumko s0chta rehta hun. Tum kaisi Muhabbat karti ho? Udaas tehreer parh k meri, mere sanam muskra na dena.
Ye aakhri khat Main likh raha hoon, Khayal karna Jala na dena. Guzar rahi hai tumhari kaise, bichhar k hum se, rula k hum ko Haqeeqton ko zaroor likhna, anna ki khatir chhupa na dena. Koi jo pooche kidhar gaya wo, jo teri mehfil ka tha sahara Jo furqaton ka sabab banay thay, kisi bashar ko bata na dena. Main mar bhi jaon to muskrana, ehsas-e-ghum ki na chot khana.
Jo qurb-e-ghum se nigahain bheegain to rukh se aanchal hata na dena. Jo phaar bhi do to paas rakhna, hawa mein tukry ura na dena. Lo apna jahan dunia walo ham es dunia ko chor chalay Jo reshtay natay joray thay woh reshtay natay tor chalay. Kuch sukhh k sapnay dikh chalay Kuch dukh k sapnay jheel chalay Taqdeer ki undhi gardish ny jo khail khailay khail chalay. Wo Larki Shokh-o-Chenchal si.. PhoLon se Baten karte thhi..
TiTLi k Rang Pakarti thhi.. Aik dhanak thhi Us k Anchal per.. Phir Janey Kia Toofan Aaya..? TiTLi k Rang bikhar gaye.. AnchaL k Rang utar gaye.. Sapnon k Jugnu maand parey.. Jub poocha Kisi ne Aey Larki..!! Kiun Tum ne ye Chup Saadi Hai…?!!? Uskii gali me phir mujhe,ek baar le chalo Majboor kar ke mujhko, mere yaar aaj le chalo Shayed ye mera weham ho, mera khayaal ho Mumkin hay mere baad, use mera ehsaas ho Pachtaa raha hoga ab mujhe dar se utha kar wo Baitha ho meri raah me, palken bicha ke wo Usne bhi to kiya tha, mujhe pyaar, le chalo aaj Uski gali me phir mujhe, ek baar le chalo Majboor kar ke mujhko mere yaar aaj le chalo.
Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi, Dard mein jo kaam aaye, ab aisi dosti hai hi nahi, Rakha nahi ittefaq, unki en baato se hamne kabhi, Par aaj yeh ehsaas hai ki, sach hi kahte hai sabhi, Likhte hai apne dard ko, jo shayari bana ke hum kabhi, Karte hai wah-wah uspar dost mere aur kuch ajnabi, Samjhe toh hai woh shayari, par samjhe nahi mera dard kabhi, Wah-Wah na kijiye dost mere, jalta hai yeh dil ab bhi kabhi-kabhi.
Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gay Hum tujh ko yuon sar-e-aam ruswa na karen gay. Kiyon hum peh uthaeen sang-e-malamat ki fasilein Behtar hai tere shehar mein hum aaya na karen gay. Main us ke mohabat k samandar mein bahut door tak nikla, Mujhay saahil na mila ye or baat hay,. Hr Baat pe Takrar munasib nahi lagta,. Apnon se youn Izhar munasib nahi lagta,. Agr Hum se Muhabat hai to keh kiyon nahi dety,.
Aisy mein ye Tera Piyar munasib nahi lagta…. Is Hijr ki Rut mein chaly aao k Tere bin,. Ujra Dar-o-Dewar munasib nahi lagta…. Jaya na karo Tum youn Raqibon ki Gali mein,. Yaaron ka ye Kirdar munasib nahi lagta…. Milne ka kisi Roz to iqrar karo Tum,. Hr Baat pe Inkar munasib nahi lagta. Dil ki aag inn ashkon se bujh jaati to acha hota… bahut jatan kiye bahut pukaaraa jo ruk jaate to acha hota.
Kabhi door lagte ho , bahut door Kabhi paas , ek dam paas Pal men hota hun khush Pal men udas. Hari ghas aur hari ho gai hai Aur neela aasman aur bhi Neela ho gaya hai Phir bhi kuchh hai Jo kho gaya hai.
Me mar jau to mere Sirhane na bithana us ko, Boht Tasalli dena boht pyar se Samjhana us ko,. Ghomne ka bahana kar k door Fizao me kahi le jana us ko, Wo bawafa hy us waqt ye ehsas na dilana us ko,. Us k samny na karna batey aesi k meri yaad ajae, Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us ko,. Wo roye ga boht bilawaje to meri rooh tarap uthegi Yaar, Dost tm aesa karna meri Mout ka he na batana us ko…….
Naa jaane aaj kya mehsoos kar rahi hoon main Lag raha hai jaise sare ehsaas mar se gaye hai mere Jin ehsaaso ko shabdo mein piro kar ek naya roop diya karti thi. Aaj na jane kyun un shabdo se hi chid ho gayi hai mujhe Itne log hai mere aas paas lekin phir bhi akeli hoon main Sab kuch paakar bhi jaise kuch adhuri si hoon main Sapno me is kadar khoi rahi ki sacchai ka pata hi na chal saka. Is tarah achanak sab khatm ho gaya ki ek aansu tak na beh saka Aaj khush hoon main, muskurati hoon main Koi dar nahi ki khone ko ab bacha hi kya hai Sab poochte hai ki itni khush kaise rehti hoon main Ki nahi jante wo, ab mere paas rone ko bacha hi kya hai….
Sadma to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon mein Lekin ye sochta hoon, Ke aab tera kyaa hoon mien. Kyaa jaane kis adaa se liya tu ne mera naam Duniyaa Samajh rahi hai, ke sab kuch tera hoon mein. Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay, …. Tmhen pany ki talab me kitna roya dil-e-muntazir Rat bhar jagny ki ibadat ka koi inam dia hota.
Tum mere thay tum mere ho, Duniya ko bata kar kya kerna. Tum ehad nibhao chaahat se, …Koi rasam nibha kar kya kerna. Tum khafa bhi achhe lagty ho, Phir tum ko mana kar kya kerna.
Tere dar pe aa k bethay hen Ab ghar bhi ja kar kya kerna Din yad se acha guzray ga. Is kashmakash mein Humse pehchane nahi jate, Kahaan dushman hain aur, kahan dost yaar baithe hain,.
Ishq ko aag ka dariya hai samajh lijiye hazoor, Koi uss paar baitha hai tu, Hum is paar baithe hain,. Kaun kehta hai ke is shehar mein saare hain bewafa, Humare samne do chaar wafadar baithe hain,.
Kal tak jin ki hasrat thi Humien badnaam karne ki, Aaj wohi log Apne kiye pe sharamsaar baithe hain,. Duniyaa se rooth jane ki khwahish hai Humari, Kya karoon is khwahish pe pehredaar baithe hain.
Wo anna parast sahi us ki baton mein iqrar bhi tha. Us k chubtay hue lehjay mein chupa pyar bhi tha. Main shayad phir na likhta usy apni khabar. Abhi woh jaan-e-Ghazal duor hai nighahoon sey Abhi main Jaan sey Guzarney ki baatv kis sey karun. ABhi toh hijr ki tareekiyan hain dono tafar Abhi main Chaand Nikalney ki baat kis sey karun?
Meri Judaii ki ghaam mein koi bhi nehi suunta Tumharey Baad sulaghney ki baat kis sey karun? Kisey baataun k tujhy kahaan kahaan nehi dhunda Nagar nagar mein bhatakney ki baat kis sey karun? TEri talab mein yeh beichaain ab bhi rehta hai Main apney dil k machalney ki baat kis sey karun??!!!!! Bhulanay se jo bhuly na wo kahani chor jaoungi teri ankhoon me pani ki aisy nami chor jaoungi.
Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi Hum jis par mar mitey thay muhabat usay bi thi.! Chup ho gaya tha dekh kar wo bi idher udher Duniya se meri tarah shikayat usay bi thi Ye soch kar andheray me galay se laga liya. Raaton ko jaagnay ki to aadat usay bi thi Wo ro dia tha mujh ko pareshan dekh kar Us din khul k meri zarorat usay bi thi Un pathron k saath nibhaani pari usay Jin se faqat mujhy nahi nafrat usay bi thi..?
Mohabat ki kahani mein koi tarmeem mat karna, Mujhy tum tor dena per mujhy taqseem mat karna, Bohat hongey humare baad dawa-e-mohabat karne wale!! Yaad-e-wafa rakhna kisi ko tasleem mat karna, Agar lafzon me nazar aye kabhi chehra mera!
Chopke se choo lena… Choom lena… toheen mat karna.. Abi to main tmhre liye kuch nahi, Ye din guzr jaen ge, Ye musam Badal jaen ge, Waqt to guzar hi jata hai, Tmhra b mera B, Lekin… 1 din kisi lamhe tmhe meri yaad aaye gi, To Tum Be-ikhtiyar muskura do ge, Log pochain ge kya howa, Aur Tum kaho ge,. Di Hai Ab To. Khafa Kyun Hain?
Gila to mujh ko bhi kerna tha piyaas ka lekin, Jo khud hi sookh gayi us nadi se kiya kehta.. Ae mujhe dafnanewale jaakar unse keh dena, Kabra par bhi unki tasvir mere saath hogi. Dil gumsum, zuban khamosh Yeh aankhen aaj nam kyon hai. Tune kabhi paaya hi na tha, To aaj khone ka gam kyon hai. Aansoo ko bahut samjhaya tanhayi mein aaya karo, Mehfil mein hamara mazaak naa udaya karo. Is par aansoo tadap kar bole, Itne logon mein aapko tanha paate hai isliye chale aate hai.
Jatye jatey vo ek neshani dey gayee, Umer bhar dhura sakoo eysi kahani dey gayee, Hum to reh gaye peyasey, Per humari palko ko vo pani dey gayee. Tumne chaha hi nahin,warna halaat badal sakte the, Mere anshoo teri ankhon se nikal sakte the, Tum to thahre hi rahe jheel ke paani ki tarah, Dariya bante to door nikal sakte the. Yoon to koi bhi tanha nahi hota, Chaah kar kisi se juda nahi hota, Mohbbat ko majboorian hee ley doobti hain, Varna koi khushi se be-wafa nahi hota.
Jab bolte hai to kehte ho ki bohot bolte ho Jab chup rehte ho to kehte ho ki naraz ho? Dil ki baat akhir kaise bataen Batate hain toh kehte ho mazak kar rahe ho?
Dosti ka har farz nibha diya, Kisi aur ke liye aapne hume bhula diya. Akele to hum pehele se he the, Achha hua jo aapne ehsaas dila dia. Aksar maut hame rulati hai, Aur zindagi hame hasati hai. Par jo zindagi hame rulati hai, Who hame maut se bhi badhtar nazar aati hai.
Har rang or gum ki dava hai dosti, Kuch kahi unkahi bato kiraz hai dosti. Kami hai duniya mein pujnewalo ki, Varna to is jamin par to khuda hai dosti. Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai. Gham ke aansu dikha nahikarte, Apna haq aap par jata nahi sakte, Anmol ho tum meri nigahon mein, Yeh baat hum aapko bata nahi sakte. Baago main phool khilte rahenge, Raat ko deep jalte rahenge, Dua hai yehi hamari khuda se, Aap khush raha kare, Baaki taklif to hum dete rahenge.
Zindagi sabko mile zaruri to nahi Pyar sabko mile zaruri to nahi Kuch log bahuth yaad athe hain Zindagi mein, Woh bhi hume yaad karein Zaruri to nahi Usko chaha bhi to izhaar na karna aaya, Kat gayi umar, humein pyaar na karna aaya, Usney manga bhi agar kuchh to judaai maangi, Aur hum they ki hamein inkaar bhi na karna aay Mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai.
Dil ke kalam se likhi yeh dastaan hi kaafi hai. Teer-e-talwaar ki tujhe kya zaroorat aye nazneen, Qatl karna ke liye teri muskaan hi kaafi hai. Agar ro kar bhulai jaati yaadein, To has kar koi gum na chupata. Ek lamhe mein unhone hamari zindagi sawar di, Ek lamhe mein unhone hamari zindagi ujaad di. Kusur unka nahi hamara tha, Jo un do lamhon mein humne apni zindagi guzardi. Ishq itna mat karo ki who tumahari kamjori ban jaaye. Ishq aisa karo ki tumse pyaar karma uski mazboori ban jaaye.
Karz dostika ada kaun karega? Har raat ke chaand par hai noor apse, har subah ki oas ko hai gharoor Apse, hum kehana to nahi chahte lekin, mar jayenge rehkar door apse Har subha ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khoshboo ek Jadoo jagati hai, chaho na chaho kitna bhi par, aapki yaad aa hi jati hai. Jaane who kaisi hogi, Shayad who aisi hogi. Hum kabhi aap se khafa ho nahi sakte, Pyar ke rishte bewafa ho nahi sakte.
Aap bhale hume bhulake so jao, Hum aap ko yaad kiye bina so bhi nahi sakte. Khuda ki ibaadat mein jab bhi haath uthaye yehi dua maangi, Ki har khushi tumhe mil jaye.
Meri zindagi se tum jiyo, Tumhari maut se hum mar jaye. Vo humare nahi to kya gam hai, Hum to unhi ke hai ye kya kam hai. Na gam kam hai na aasu kam hai, Dekhte hai rulane wale mein kitna dum hai. Pyar mein kabhi kabhi yeh hota hai, Aankhein num aur dil rota hai.
Hum jise maante hain manzil apni, Uska humsafar koi aur hota hai. Gumah karke saza se darte hai, Jeher pi ke dava se darte hai. Dushmano ke sitam ka khof nahi, Hum to dosto ki vafa se darte hai. Kalam uthaya hai par lafz nahi milta, Jisko dhoond rahe hai who shuks nahi milta.
Firte hai who zamane ki talash mein, Bas humare liye unhe waqt nahi milta. Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge. Hum tere dil mein rahenge ek yaad banker, Tere lub pe khilenge ek muskaan banker. Kahi hume apno se juda mat samajhna, Hum tere saath challenge jaan banker.
Sukhe patte se pyar kar lenge, Hum tumahara aitbaar kar lenge. Tum yeh to kaho hum tumahare hai, Hum jindagi bhar intezaar kar lenge. Aap kya jaano hum kitna yaad karte hai, Har pal yeh fariyad karte hai. Roz khat likhte hai cartoon network ko, Aapko dikhane ki maang karte hai. Ek din humare aanson hum se poch bhaite, Hume roj roj kyon bulate ho? Humne kaha hum yaad unhe karte hain, Tum kyon chale aate ho. Pyaar karo kisi ek ko, Dil do kisi nek ko Insaan wahi jo samjhe pyaar ki sake ko To jab tak woh insaan na mile Try karte raho har ek ko!!!!!!!!!!!!!!!
Kaash dil ki awaaz main itna asar ho jaaye Hum jinhein yaad karein unhe khabar ho jaaye Humne socha shayad hum hi chahte hai aapko Par aapko chahne waalon ka to kaafila nikla Dil ne kaha shikayat kar khuda se Par woh khuda bhi aapko chahne waala nikla!!!!!! Sabne kaha ishq dard hai Humne kaha dard kubool hai Sabne kaha is dard ke saath jee nahin paaoge Humne kaha is dard ke saath marna kubool hai!!!!!! In hawaon me jo chupi hai… Pyar, mohabbat, ishq, dosti, nazare, ushare, izhar, khwab, khafa, khud ke pyar……… jane aise kitne khushbuein in hawaon me kho gaye hai..
Hum aapki yaad mein udaas hain, Bas aapse milne ki aas hai, Chahe dost kitne hi kiyun na ho, Apne liye to bas aap hi khaas hain jaan meri jaan logi ya mera dil logi ye to batao set hone mein kitna time logi Ishq cheez hi aisi hai, daman chudaya nahi jaata Doob gaye hain pyaar mein itna, kuch chupaya nahi jaata Izhaar to karna chahte hain, par mohabbat jatayii nahi jaati Doori itni hai beech humare, ki chahat dikhayii nahi jaati dabbe pe dabba dabbe pe khargosh budeh ne ankh mari budhi behosh Tum na mano yeh hakikat hai, Dosto insaan ki zaroorat hai, Kisi din aao hamari mehfil mein, Jaan jaoge zindagi kitni khubsurat hai.
Who ruthe humse hum manane chale, Manana nahi aata yehbhul he gaye. Manana humne kabhi sikha he nahi, Kya kare humse yu pehle koi rutha he nahi. Har saal aata hai har saal jaat hai, Is saal aapko who khushi mile jo aapka dil chahta hai. Happy New Year. Fir aasuo ke kuch fasane nikle, Maikhane se sharab ke peimane nikle.
Jo dil ka haal hamara samajh hi nap aye, Kyu usko hum apna zakhm dikhane nikle. Dil ke rishtey bhi ajeeb hote hain, Door reh kar bhi kareeb hote hai. Jo log aapko roz dekhte hai, Vo log kitne khush naseeb hote hai. Mandir mein jaap karta hoon, Masjid mein adaab karta hoon, Insaan se kahin bhagwan na ban jaun isliye roz tujhko SMS karke paap karta hoon.
Phulon se khoobsurat koi nahi. Sagar se gahara koi nahi. Aab aapki kya tarif karu Dost me aap jaisa Nalayak koi nahi! Chand par kaali ghata chaati to hogi, Seetaron ko muskurahat aati to hogi. Tum lakh chupao dunia se magar, Akele main hamari yaad to aati hogi. Badi muddat se chaha hai tujhe, Badi duaon se paya hai tujhe. Tujhe bhulane ki sochu bhi to kaise, Kismet ki lakiron se churaya hai tujhe. Dilki hasrat zuba par aane lagi, Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi. Yeh ishq ki inteha thi ya meri diwangi, Har surat mein surat teri nazar aane lagi.
Mushkilen dilo ke irade aazmaeingi, Khawabo ke parde nigaho se hatayangi. Girkar hosla mat haarna, Yeh thokerein hi tujhe chalna sikhayengi. Bhujhi hui shama phir se jal sakti hai, Tufano mein ghiri khasti kinare lag sakti hai. Mayus na hona kabhi zindagi main, Yeh kismet hai kabhi bhi badal sakti hai. Saare dhobi mare mare fir rahe hai. Kyunki unke gadhe nahi mil rahe hai.
Gupt khabaron se pata chala hai. Ki who sms padh rahe hai. Kamala ke nakhre tere, Azeeb tera style hai. Gaand dhone ki tameej nahi aur, Haatho mein mobile hai. Mausam bada behaal hai, Sur hai na taal hai. Msg box bhi kangaal hai, Kya aapki msg factory mein hadtaal hai? Duniya ke har mod aur hard agar par milte hain dost aap jaise, Na jaane khuda ne itne Manufacturing defects kiye kaise.
Nazar jhuki to paimane bane, Dil tute to maikhane bane. Kuch na kuch to jaroor hai aap mein, Yu hi nahi hum aapke deewane bane. Dost kabhi doston se khafa nahi hote, Dil milake kabhi juda nahi hote.
Bhula dena hamari khamiyo ko, Kyunki insaan kabhi khuda nahi hota. Teri dosti ki roshni aisi hai ki har taraf ujala nazar aata hai, Sochtein hai ghar ki bijli katva de, aajkal kambkhat bill bahut aata hai.
Mitha dard dil mein utha abhi abhi, Kya tumne mujhko yaad kiya abhi abhi. Tujhse mile zamana hua phir bhi lage, Jaise tum milke gaye abhi abhi. Kai raaz aise hote hai jo kahe nahi jaate, Kai dil aise hote hai jot ode nahi jaate.
Aur kuch dost aap jaise hote hai jo chode nahi jaate. Diya hai uparwale ne mobile, To itni to kadar kiya karo. Karo na karo call, Par har roz do-char sms to kiya karo. Ramchandra keh gaye siya se, Aisa kalyug aayega.
Dono taraf se sms honge, Phone koi nhi milayega. Dosti achhi ho to rang laati hai, Dosti gehri ho to sabko bhaati hai. Dosti naadan ho to toot jaati hai, Par dosti hum jaison se ho to itihaas banati hai. Jam tutne ka bahana na kar, Hum to teri aankhon se pee lenge.
Tu mat aa lekin aane ka vaada to kar, Hum tere intezaar mein hi jee lenge. Dil do kisi ek ko, Who bhi kisi nek ko. Par jab tak sachha dildaar na mile, Propose karte raho hare ek ko. Bas kya yahin tak tha saath hamara? Intezaar hi karte rahe hum tumahara. Kab hogi is kambhakt mobile mein roshni. Aur kab aayega message tumahara.
Bhool se agar koi bhool hui to bhool samajh usey bhool jaana. Arey bhoolna sirf bhool ko bhool samajh kar hame na bhool jaana. Zakhm dene ka andaaz kuch aisa hai, Zakhm dekar puchte ho ab haal kaisa hai. Kisi ek se kya gila karna yaro, Saari duniya ka mizaz ek jaisa hai. Ishq ka jahaan benaam hota hai, Tadapna iska kaam hota hai. Khush naseebo ko kabhi ishq ho nahi sakta, Yeh to badnaseebo ka jaam hota hai.
Kal ho na ho aaj to hai, Aaj ho na ho ye pal to hai, Ye pal ho na ho hum to hai, Hum ho na ho humari dosti to hai. Saagar se uthi leherein kinaro se takra kar kyo laut jaati hai, Karti hai who kinaro se bewafai ya saagar se wafa nibhati hai.
Hum ne jab kabhi khushi mehsus ki, Har kadam pe aap ki kami mehsus ki. Door reh kar bhi aap ki chahat kam ha hui, Ye bat hum ne dil se kahai hai. Khaali shishe bhi nishaan rakhte hai, Tute hue dil bhi armaan rakhte hai. Jo khamoshi se guzar jaaye, Who dariya bhi dil mein toofan rakhte hai. Zindagi ek chahat ka silsila hai, Koi mil gaya hai, koi bichud gaya hai, Jise maanga tha humne apni yaadon mein, Who kisi ko bina maange hi mil gaye. Pane se khone ka maza aur hai, Band aakho se dekhne ka maza aur hai.
Aasu bane lafz aur lafz gazal, Teri yaadon ke saath jine ka maza kuch aur hai. Lamha lamha waqt gujar jayega, Chand lamho mein exam aa jayega. Abhi bhi waqt hai thoda padh lo, Warna pass kya Munna Bhai Karwayega.
Khuda ne agar ye rista banaya na hota, Ek dost ko dooje se milaya na hota. Zindagi ho jaati bejaan, Agar maine tera jaisa dost paya na hota. Talash karo koi tumhe mil jayega, Magar hamari tarah tumhe kaun chahega. Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega, Magar aakhein hamari kaha se layega. Duaon ki bheed me ek dua hamari, Jisme maangi hamne har khushi tumahari.
Jab bhi muskure aap dil se, Samjho dua Kabul hui hamari. Khusboo ne phool ko ek ehsaas banaya, Phool ne baagh ko kuch khaas banaya, Chahat ne mohabbat ko ek pyaas banaya, Mohabbat ne ek aur Devdaas banaya.
Hasne ke baad kyu rulatati hai duniya? Jaane ke baad kyu bulati hai duniya? Zindagi main kya kuch baaki tha jo Marne ke baad jalati hai duniya. Raate gumnaam hoti hai, Din kisi ke naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jite hai ki har lamha doston ke naam hota hai.
Din tere khayal mein gujar jata hai, Raat ko bhi khayal tera he aata hai. Kabhi ye khayal is tarah bad jaata hai ki Aaine mein bhi tera chehra nazar aata hai. Jindagi tere bin adhuri hai. Najane kyu tere mere bich yeh doori hai. Sochta hum kabhi bhulau tujhko. Par teri ek muskurahat meri majburi hai. Jaate jaate who koi achi nishani de gai, Umar bhar dauhra saku aisi kahani de gai, Kher hum to reh gaye pyase, Par hamari palko ko who paani de gai. Mausam ki bahaar achhi ho, Phoolo ki kaliya kacchi ho, Hamaari yeh dosti sachhi ho, Rab se bas yeh dua hai ki mere dost ki har subah achhi ho.
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya. Arz kiya hai Bus nazron se dekh liya hota agar tammana thi darane ki, Hum yun hi behosh ho jaate. Kya zaroorat thi aap ko muskurane ki. Taazi hawa ka jhoka aaya, Khusbu teri saath laya, Phir mere dil ko khayal aaya.
Jo aasani se mil jaye who hai gam, Jo mushkil se mile who hai paisa, Jo kisi kisi ko mile who hai pyar, Par jo naseed walo ko mile who hai hum. Thoker khaker sambhalne wale, Jeet he teri haar nahi, Matlab ki ye sari Duniya he, Koi kisi ka yaar nahi. Pyar ka naam maine suna hai magar Pyar kya hai yeh mujhe nahi hai khabar Par jana hai mujhe pyar ke us nagar Sang leke ek Pyra humsafar. Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Is ghum ke mausam mein, mera dil ro raha hai Aur alam kuch is tarah ho raha hai Hum jaag rahe hain, sara jahaan so raha hai Saat samandar ka fasla to beshak bahut bada hai Magar do dilon ka fasla to itna chota hai, Ke humein bhi takleef hoti hai, Jab tumhein dard hota haI.
Aapke khayalon se fursat nahi milti Hume ek pal ki raahat nahi milti Mil to jaata hai sab kuch Bas aapki ek jhalak nahi milti. Aasma ko nind aaye to sulau kahan, Sagar mein mauj uthe to chipaaon kahan, Dharti jo tadap uthe to samjhau kya Mujhe teri yaad aaye to main jau kaha. Jindagi kisi ki amanat nahi hoti, Amanat me kabhi qayamat nahi hoti, Dil jara dekhkar lagana dosto, Ishq ki kaid mein kabhi jamanat nahi hoti.
In udaas muskhurahato ke peeche gam ki kitni raile hai Ab yaar tumhe kya bataye kit um bin kitne akele hai. Aapka ashiyana dil mein basa rakha hai, aapki yaddon ko sine se laga rakha hai, Pata nahi yaad aap hi kyu aate ho, dost to humne auro ko bhi bana rakha hai Chiraago se agar andhere door hote tho chand ki chaht kise hoti, Akele jindagi agar kut jaati tho pyar sirf naam ki cheez hoti.
Har kali tujhse khushbu udhaar maange, aftab tujhse noor udhaar maange. Rab kare tu dosti nibhaye aise ki log mujhse teri dosti udhar maange. Ve unhe yaad karein jinhe ho bhulaya kabhi humne, unhe na kabhi yaad kiya na kabhi bhulaya…..
Aati thi jaati thi, Hasti thi hasati thi, Bhagti thi bhagati thi, Dekhti thi muskati thi, Phone mein bolti bhi thi, Aaj pata chala saali pagli thi. Log kehete hai ki ladkiyan zindagi hoti hai maut nahi, Magar who log yeh kyu bhool jaate hai ki dhoka bhi zindagi hi deti hai maut nahi. Yaad mein teri aahen bharte hai, Har saans ke saath tujhe yaad karte hai. Maut sachai hai ek roz aani hai, Lekin teri judai mein har pal marte hai. Ummido ki manzil deh gayi, Aankhon se aansu ki dhara beh gaye, Tumahari kya izzat reh gaye, Jab class ki ladki bhaiya keh gaye.
Tumne to yaar mujhe jeena sikha diya, Mohhabat ki raah par chalna sikha diya. Mili humko jab se tumahari dosti, Gum mein bhi muskarana sikha diya. Soch ko badlo, sitare badal jaayenge, Najar ko badlo, najare badal jaayenge. Kashtiya badalne ki zururat nahi, Dishaon ko badlo, kinare badal jaayenge. Na teer na talwar. Agar mujhse hai pyar, to khol apni salwar, hoke tujhpe savar, mera shastra hai taiyaar, jaldi apni chaddi uttar, tujhpe karna hai vaar.
Kaun yaad rakhta hai naamo ko, Log chehron ko bhool jaate hai. Tum samandar ki baat karte ho, Log to aakhon mein doob jaate hai. Hum aapki yaad mein udaas hai, Bas aapse aas hai. Chahe dost kitne hi kyu na ho, Apne liye to aap hi khaas hai. Kash tumhare chere pe chicken-pox ke daag hote, Kash tumhare chere pe chicken-pox ke daag hote, chand to tum ho hi, sitare bhi saath hote!! Jab Jab tum angdai lete ho dam hamara nikal jata hai. Aye Jalim Deodrant lagane me tumhara kya jata hai?!
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi, ki bahaar aane se pehle fize aa gayi, Aur phool khilne se pehle Mat pee sharab galib masjid mein baith kar Ek hi botal hai, kahin khuda na mang le.
Toote dil ko dobara lagana hamein accha nahin lagta Kissi ko palkoan pe bitha kar girana hamein accha nahin lagta Ek baar keh diya ki hum to sirf aapke hai lekin Baar baar humko yeh batana accha nahin lagta Bekhudi ki zindagi hum jiya nahin karte Jaam dusro se cheen kar hum piya nahin karte Unko mohabbat hai to aa kar izhaar karein Pichaa hum kisi ka kiya nahin karte Ishq hona bhi muqadar ki baat hoti hai, Mehboob ke bina zindagi tanhaai mein roti hai, Jeene lagte hein hum chori chori is jahaan mein, Unki chaahat hi is dard-e-dil ki dawa hoti hai.
Dil do kisi ek ko, Do magar kisi nek ko, Dil koi kaanch ka tukda nahi, Jo bech do har ek ko. Hum na hote to, Kisi aur ke charche hote, Na hota jo yeh ishq, To koi aur gham ke bahaane hote Dil jalaane ke mausam mein, Khub jale hain hum, Jo hota koi sahara, To hum kisike sahaare kaise hote. Tasveer banana bhi kuch, Ajeeb sa lagta hai, Aaine mein jise dekhta hoon, Kuch paraya sa lagta hai, Aap khafa hain humse, Itna to yakeen hai humko, Bas yuhi chahte rehna, Achcha sa lagta hai.
Yeh Ishq Mohabbat hota hai kya, Yeh dil churaana hota hai kya, Zara humko bhi toh bataaon, Yeh dil churana hota hai kya Kaise bechain hota hai mann, kaise kat ti hai apne din raat, Zara humko bhi to bataaon, Kaise hoti hai dil ki baat. Dared dil sehna aasaan nahi hota, Kimti cheez ke har koi kaabil nahi hota, Yeh to rab ke meherbaani hai warna, Tum jaise popat ke paas mobile nahi hota. Sabhi phool khusbudaar nahi hote, Sabhi pathar chamakdaar nahi hote.
Aye dost dosti dekhkar karna, Sabhi dost wafadaar nahi hote. Yaad karne ke liye koi cheez chaiye, Aap nahi to aapki tasvir chaiye. Par tasvir aapki hamara dil behla na sakegi, Kyonki yeh aapki tarah muskura na payegi.
Kaun jaane kab maut ka paigam aa jaye, Zindagi ki aakhri shaam aa jaye, Hum to dhoondte hai waqt aisa jab, Humari zindagi aapke kuch kaam aa jaye. Usko kya saza doo, jisne mohabbat main hamara dil tod diya, Gunah to hune kiya, jo uski baton ko mohhabat ka rang diya.
Palbhar mein tut jaye who kasam nahi, Dosti ko bhool jaye who hum nahi. Tum bewafa bano is baat mein dum nahi, Kyunki humari wafa bhi kuch kam nahi. Dil ki galion mein koi gham na ho, Hamari yeh dosti kabhi kam na ho. Bas yeh hai dua kit um khush raho, Kya pata hum agar kal ho na ho.
Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota, Har musafir zindagi ka sahara nahi hota. Milte hai bahut se log is tanha zindagi main, Par koi tumsa pyara nahi hota. Zindagi tuj bin ulfat si lagti hai, Ek pal ki judai muddat si lagti hai. Pehele nahi socha tha, Ab sochne lage hai hum, Ki har lamhe mein teri zaroorat mahsus hone lagi hai. Jaani rishni chand se hoti hai sitaro se nahi, Jaani rishni chand se hoti hai sitaro se nahi, Tumahare cell me light hamare SMS se hoti hai battery se nahi.
Mann mein humesha, Ek shor ho raha hai. Bima sms dil bore ho raha hai, Kahi aisa to nahi, Ki ek dost mujhse door ho raha hai??
Mila ke nazar se nazar loot lenge, Ye bewafa jalwe jigar loot lenge, Hasino pe hargiz bharosa na karna. Khuda ki kasam ghar ke ghar loot lengi. Kisne kaha judai hogi, Kisi gair ne yeh khabar udayee hogi, Bade shaan se rahenge hum tumahare dil mein. Itne dino mein kuch to jagah banai hogi. Nasha hum karte hai, ilzam sharab ko diya jata hai, Par isme kusoor sharab ka nahi.
Unka hai jinka chehra hamein har, jam main nazar aata hai. Sitam karo ya na karo, hum gila nahi karte. Virano mein kabhi phool khila nahi karte, Magar itna yaad rakhna Hum jaise dost baar baar mila nahi karte. Log milte hai bichad jaate hai, Sirf dil ke taar ched jaate hai. Yu to lete hai hum hazaro naam, Par kuch aap jaise log dil mein utar jaate hai. Na koi kisi ke paas hota hai, Na koi kisi se door hota hai, Pyar khud chal kar aata hai jab koi kisi ka naseeb hota hai.
Mera dil jigar liver ho tum, Waqt — bewaqt aye who fever ho tum. Doob kar jisme kho jau who river ho tum, Jeevan mein ab to friend forever ho tum. Kafan na dalo mere chehre pe, Mujhe aadat hai muskurane ki, Na dafnao meri laash ko, Mujhe abhi bhi aas hai uske aane ki. Hamare SMS karne se ek baat to hai ki hum aapko yaad to karte hai, Beshak phone na milaye par chand lamhe ap par barbaad to karte hai. Hichkiyon se ek baat ka ehsaas to hota hai, Ki shayad koi hume yaad to karta hai.
Milne na aaye to kya hum par chand lamhe to barbaad to karta hai. Koi wada nahi fir bhi tera intzaar hai, Judai ke bawjood bhi tujhse pyar hai. Tere chehre ki udasi de rahi hai wahi, Mujhse bichad ke tub hi bekrar hai. Badal jo chaye tum yaad aaye, Bearish ki boono mein tum yaad aaye, Are ab to mera chata lauta do.
Chand mein dekha to aap dikhe. Badal mein dekha to aap dikhe. Taro mein dekha to aap dikhe. Yaar thoda side mein ho jao to kuch aur bhi dikhe. Jaanta hu ke bewafa hain who, Fir bhi dil ke haatho fareb khata hu. Roz kehta hu ki bhool jaaunga usko, Roz isi baat ko bhool jaata hu. Raat hue jab sham ke baad, Teri yaad aayi har baat ke baad.
Humne khaamosh rehkar bhi dekha, Teri aawaz aayi har saans ke baad. Khuda aap jaisa dost koi aur na banaye. Ek hi anmol cheez jo hamare paas hai, Who bhi kahin common na ho jaye. Mil jaye koi naya to hume na bhoola dena, Koi rulaye tumhe to hume yaad kar lena. Dost hai tumahare, Khushi na sahi to ghum hi baant lena. Tadap ke dekho chahat mein, To pata chale pyar kya hota hai.
Mil jaye har koi yuhi raho mein, To kaise pata chale ki intezaar kya hota hai. Tute hue pyalon mein jaam nahi aata, Ishq ke mariz ko aaram nahi aata. Dil todne wale ye kyu nahi samajhte, Ki tuta hua dil kisi ke kaam nahi aata. Chand adhura hai sitaro ke bina, Gulshan adhura hai baharon ke bina. Samundar adhura hai kinaro ke bina, Jeena adhura hai tum jaise yaaron ke bina. Zikar karta hai dil subha wa sham tera Girte hai ansoo banta hai nam tera Humain to mili hai mohabat main be wafai Pir bhi dua hai rab se acha ho injam tera.
Use apni muraad ki fikar thi Wo jo mera waqif e haal tha Jo uski subhay urooj thi wo mera waqt e zawaal tha Mera dard kaise wo janta , meri baat kaise wo manta Wo to khud fana ke safer main tha, use rokna bhi muhaal tha Kahan jao ge mujhe chor kar, main ye pooch pooch thak gaya Wo jawab mujh ko na de saka, wo to khud sarapa sawal tha Wo mila to sadion ke bad bhi, mere lab pe koi gila na tha Use meri chup ne rula dia, jise guftugu meain kabhi kamal tha. Wo nahi mera magar us se muhabbat hai to hai Yeh agar rasmon rivajon se bagawat hai to hai Such ko main ne sach kaha jab keh dia to keh dia Agar zamane ki nazar main yeh himaakat hai to hai Dost ban kar dushmanon se who satata hai mujhe Phir bhi us pathar dil pe marna apni fitrat hai to hai Kab kaha main ne ke woh mil jaye mujhko Uska saath hamesha rahe mere saath mujhe itni hasrat hai to hai.
Bichar ke mujh se mere ilawa na tera pursan e haal hoga Tu dukh kisi se na keh sake ga tu khud main aisa nidhaal hoga Jahan se hum ne bhi apni apni zaruraton ka hisab rakha Wahin se teri meri muhabbat main ibtda e zawal hoga Ye tujh ko pane ka waqia bhi to aap apni nazeer thehra Tere bicharne ka saaneha bhi to aap apni misaal hoga Jo behas karta tha mujh se MOHSIN key eh muhabbat hai raaigani Kise khabar thi ke is ke lab pe muhabton ka sawal hoga.
Mera afsurda chehra is liye bhi zard rehta hai Mujhe apne elaawa bhi kisi ka dard rehta hai Tumhare dam qadam se thi ye sab mosam ki rangeeni Tumhare baad saara saal mosam sard rehta hai Tumhare baad baaqi aur to sab theek hai lekin Jahan dil tha kabhi pehle wahan ab dard rehta ha. Waqt guzre ga hum bikhar jayenge Kon jaane ke hum kidhar jayenge Hum aapki parchai hain yaad rakhna Jahan tanhai mili wahan hum nazar aayenge.
Juda hone ke mosam main juda hona zaroori tha Najane kyun kisi ka bewafa hona zaroori tha Mere dil ne jo usko poojne ki intiha kardi To phir us bewafa ka bhi khuda hona zaroori tha Kisi se na koi shikwa na koi shikayat hai Jo mere saath chahat main hua hona zaroori tha Bohat nazdeek thay dil is liye ab doorian bhi hain Dilon ke darmian kuch fasla hona zarori tha Usey bhi dard den eke bohat hi shok tha Humain bhi dard o ghum se ashna hona zaroori tha Jo heran hain tmahary zabt pe keh do 'Qateel' un se, jo daman pr nhi girta wo anso dil pe girta hai,.
Be-atibaar shakhs tha so waar ker gya, lekin mere shaoor ko bedaar ker gya Kuch maine ishteaal me shikwe gilay kiye kuch wo shikayatein sar-e-bazar ker gya.. Phir kahin door se ek bar sada do mjko. Mri tanhai ka ehsas dila do mjko. Tum to suraj ho tumain meri zarorat kya ha. Ma dia hon kisi chhokhat pe jala do mjko. Teri mushkil na banu ga chala jaun ga Ashk ankhon main chupaun ga, chala jaun ga Apni dehleez pe kuch der para rehne do Jaise hi hosh main aoun ga, chala jaun ga Muddat baad ayah un purane ghar main Khud ko ji bhar ke rulaun ga, chala jaun ga In galiyon ko dekhne aoun ga, chala jaun ga Tum mere sang chalo na chalo Main to awaz lagaun ga, chala jaun ga Main ne yeh jang nahi jeetni apne liye Takht pe tumko bithaun ga, chala jaun ga.
Jala ke tu bhi agar aasra na de mujh ko Yeh khof hai ke hawa phir bujha na de mujh ko Main is khyal se mar mar ke dekhta hun use Bichar ke bhi wo kahin phir sada na de mujh ko Is khyal se shab bhar main so nahin sakta Ke khof e khwab e guzishta jaga na de mujh ko Tere baghair bhi teri tarah main zinda rahun Ye hosla bhi dua kar khuda na de mujh ko Main is liye bhi usey khud manaunga MOHSIN Ke mujh se roothne wal bhula na de mujh ko.
Yaado may kabhi aap b khoye hoge, khuli aankho se kabhi aap b soye hoge, maana hasna hai aadat gham chupane ki, par haste haste kabhi aap b roye hoge. Ehsaan kiya usney mujhe pyar sikha kar, Hoti hai chahat kiya ye mujhe samjha kar, Qurbani hai pyar ka asli matlab, Chor diya us ny mujhy bas yehe sikha kr. Teri wafa ko hum ne bhulaya kb tha dard judai ka hm ne dil se mitaya kb tha dil laga k bhul jana teri adat thi hum ne teray siwa kisi aur ko chaha kb tha.
Dil banana wale ne dil kanch ka banaya hota Torne wale ke haath pe zakham to aya hota Jub dekhte apne haath ko wo Unhain humara khayal to aya hota.
0コメント